Kya chromium web browser safe hai | Ya fir virus



So guys chromium ek free and open source browser hai 

Open source ka matlab ye hai ki koi bhi iska source code yaani (programming code) lekar use kar sakta hai.

Jisko develop khud google ne hi kiya hai.Agar aap beginner ho computer ya laptop me internet se kuch download kar rhe ho to aisa kuch browser apne download aur install ho jata hai.



O isliye qki iske free aur open source hone ki wajah se jyada tar isko hacker aur aise log use karte hai jinhe logo ka shikaar karna ho 



Aur jyada tar isme virus aur kee-logger bind hote hai


 (Kee-logger ek chhota sa program hota hai jo user ki gatividhiyon ko hacker or attacker ke pass bhejta rahta hai ).


***********

Agar aap google pr isko search karo to aapko ye jaroor likha dikhega 




***************


So guys asha karta hu ki aapka confusion clear ho gya hoga

so plzzz safe raho secure raho aur aise software se apne data ko bachao

                                      ****************************************************
Kya chromium web browser safe hai | Ya fir virus Kya chromium web browser safe hai | Ya fir virus Reviewed by Aks Byte on December 25, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.