Hindustan Ka hacking operating system BOSS OS

Kya aapko pata hai ki india ka bhi ek aisa os (operating system) hai jisse india ke developer ne released kiya hai.


Joki specially penetration testing (hacking) me use hota hai 
aisa nahi hai ki sirf hacking me hi use karo aap aur bhi kayi use me le sakte ho.

Agar nahi pata ho to koyi baat nahi qki kahin na kahin 
windows os.


Hamare dilon dimaag par itna jyda chha gya hai ki aur aur kuchh soach bhi nahi sakte.

To aao aur jaante hai iske baare me vistaar se 

************************************
BOSS Bharat operating system solution.
************************************

Sabse pahle ye 10 jan 2007 me release hua tha (1.0 tarag ) iske pahle verion ka naam hai. 

Isse CDAC (Center for development of advance computing) joki Chennai me hai. Ke dwara release kiya gya joki linux par based hai.

Ye ek lightweight aur fast os hai 
ye multi language support like- Hindi Sanskrit Marathi etc.


Aur bhi iske bahut saare features hai jise aap install karne ke baad ya fir inke official site se dekh sakte ho.

https://bosslinux.in/

https://en.wikipedia.org/wiki/Bharat_Operating_System_Solutions

Aur iska latet version (8.0 unnati) abhi July 2019 me release hua hai.

Kafi dukh hota hai ye jaankar ki india ke hi most of the people 
iske baare me kafi kam jante hai.

Qki kahin na kahin sabpe windows os haabi ho chuka hai.

jankaari kaisi lagi aapko comment me jaroor batana.

           *********************


Aur aise hi tips aur rochak jaankari ke liye aap hamare youtube channel aksbyte ko bhi subscribe kar lijiye.

 dhanyawad !
Hindustan Ka hacking operating system BOSS OS Hindustan Ka hacking operating system BOSS OS Reviewed by Aks Byte on December 25, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.